+ Reply to Thread
Page 2 of 509 FirstFirst 1 2 3 4 12 52 102 502 ... LastLast
Results 11 to 20 of 5082

Thread: Please do not trade if you have no experience.

  1. #5072
    Banned Nadia881 is on a distinguished road Nadia881's Avatar
    Join Date
    Nov 2021
    Posts
    13
    Thanks
    0
    Thanked 3 Times in 2 Posts
    Quote Originally Posted by Garden View Post
    Ji haan jab tak acha trading experience mukamal no ho real trading mat karen hamesha pehle theek se jankari kro trading ka knowledge proper learning kro phir achi trading planning krna aham hota hai jb tak trader k paas acha sa experience na ho usko real trading nhi krna chahiye aur apna experience enhance krne ki koshish krni chahiye experience har halat mein important hai forex mein kaha gaya hai ke experience is biggest key aur haqeeqat bhi is se mukhtalif nahi hai aap is me kuch arsa kam karne ke baad bhi isi natije par pohance jao ge ke experience hota to hamari nakami shaid na hoti aur shaid kamyabi hame mil jati kamyabi is me naseeb me tab aye ge jab aap experience jesi cheezo ko seriously attention doge aur har time is ko gain karne ke liye kuch koshish aur kuch mehnat karte jao ge trade karne ka koi jawaz ya point samajh me nahi aye ga jab experience nahi hoga to aur dost apna nuksan kisi ko acha to nahi lagta kabhi bhi aisa nahi hota aur ye seniors ki advice hai ke baghair tajurbe ke kuch nahi karna chahiye ye seniors bhi kahte hai aur kamyab log bhi isi cheez ko mante hai to is baat me kuch na kuch sachai hogi to sab log se agree karte hai to faltoo me apna loss karwane se behtar hai ke ham experience first kare aur waqt ke guzar jane ke sath kamyabi bhi milna mushkil nahi hogi experience is also way to success
    G han aapki baat bilkul theek hai aur main aap ki baat se bilkul agree karti hun forex business aik aisa business hai jis main bina experience hum bilkul bhi kamyab nahi ho sakte is liye humain cahiay hum hamesha pehly apne experience ko bahrain acha knowledge hasil kare us k bad hi forex business ko join kare khas tor par jo bhi new traders hain un k liye acha experience bohat zyada ahmiyat rakhta hay aur apne experience ko barhane k liye humin apne senior traders se zaroor help leni cahiay is k ilawa humin demo account par bhi khob practice karni cahiay kiu k jinti zada hum demo practice karte hain utna hi zada humara experience bhi bharta hay aur hum aik successful trader ban pate hain is liye hamesha apne knowledge aur apne experience par zada se zada focus kare jb aap k pass acha experience hoga tou aap forex market main kabhi bhi nakam nahi ho gaye aur aap aik kamyab trader ban paye gain new traders aksar ye mistake karte hain k bina experience k hi real market main entry lay lete hain aur is waja se wo sahi time par sahi trade open nahi kar pate jis waja se wo log apna loss karte hain is liye hamesha kosish kare jitna zada ho sake experience hasil kare aur aik successful trader banne ki koshish kare jab aap demo account par zada se zada time spend karte hain toh aap forex market ko bahut ache se samjh pate hain aur aap market k trend ko bhi ache se samjh pate hain aapko chart ko ache se read karna aata hai aur is tarah aap ko real account par trade karne min bilkul bhi mushkil nahi hoti aur aap ek successful trader ban jate hain aur market ko bahut ache se samjh pate hain

    Though trading on financial markets involves high risk, it can still generate extra income in case you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.


  2. #5071
    Junior Member Garden is an unknown quantity at this point Garden's Avatar
    Join Date
    Aug 2021
    Posts
    89
    Thanks
    0
    Thanked 20 Times in 13 Posts
    SubscribeSubscribe
    subscribed 0
    Quote Originally Posted by Ruby View Post
    jee han bikul mai apki baat se sahmat karti hn forex trading mai bina experience ke koi trader ek successful trader nai ban sakhte us ke liye apko yaha pad apna experience hasil karna padta hai jitna experience hasil kro ge utn ap yaha pad kamyab ho jao ge koi bhi trader yaha pas tab tak kamyab nai hota jab tak us mai kuch hasil keny ka jazba na ho, or forex trading mai earn krny ke liye apko yaha pad bina knowledge ke sath enter nai hona chahiye or experience se phele ap yaha pad bikul real account pad trade na kro kuo ke waha pad loss ka mtlb apni income mai kami or balance mai bhi, forex pad kam ko najar adaz nai kiya jata waha pad har choti choti chij ko dekhna padta hai kuo ke yaha pad hi ap yah to profit ho jata hai or yah fir nuksan, forex pad experience aisy to hasil karna mushkil hota lekin aghr ap sai se mehnat kro or kam ko samjh kar kro ge tu fir apko kamyabi jaroor mil jaye gi, forex pad ap market ko observe sai se tab kar sakhty jab tab ap analysis nai kro ge or yaha pad apko serious ho kar kam karna bhi apki sab se badi kamyabi hai, or forex pad wohi kamyab hota jo is business ko serious le or muhkil mai apny senior se help le isse apko mistake se bachny ka moka bhi mil jata or ap market ke bade mai sai se jankari hasil kar ke hi khud ko bade loss se bacha lete or is ke sath apko demo pad practice pad jo mistake hoti usse apko buhat kuch seekhne ko milta hai or is tarah ap or jiyda kam pad focus or serious ho kar kam krte
    Ji haan jab tak acha trading experience mukamal no ho real trading mat karen hamesha pehle theek se jankari kro trading ka knowledge proper learning kro phir achi trading planning krna aham hota hai jb tak trader k paas acha sa experience na ho usko real trading nhi krna chahiye aur apna experience enhance krne ki koshish krni chahiye experience har halat mein important hai forex mein kaha gaya hai ke experience is biggest key aur haqeeqat bhi is se mukhtalif nahi hai aap is me kuch arsa kam karne ke baad bhi isi natije par pohance jao ge ke experience hota to hamari nakami shaid na hoti aur shaid kamyabi hame mil jati kamyabi is me naseeb me tab aye ge jab aap experience jesi cheezo ko seriously attention doge aur har time is ko gain karne ke liye kuch koshish aur kuch mehnat karte jao ge trade karne ka koi jawaz ya point samajh me nahi aye ga jab experience nahi hoga to aur dost apna nuksan kisi ko acha to nahi lagta kabhi bhi aisa nahi hota aur ye seniors ki advice hai ke baghair tajurbe ke kuch nahi karna chahiye ye seniors bhi kahte hai aur kamyab log bhi isi cheez ko mante hai to is baat me kuch na kuch sachai hogi to sab log se agree karte hai to faltoo me apna loss karwane se behtar hai ke ham experience first kare aur waqt ke guzar jane ke sath kamyabi bhi milna mushkil nahi hogi experience is also way to success

    Though trading on financial markets involves high risk, it can still generate extra income in case you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.


  3. #5070
    Member Ruby will become famous soon enough Ruby's Avatar
    Join Date
    Mar 2021
    Posts
    748
    Thanks
    23
    Thanked 181 Times in 108 Posts
    SubscribeSubscribe
    subscribed 0
    Quote Originally Posted by simpro View Post
    Ji haan forex trading mein experience k bina koi trader successful trading nhi kr sakta agr trade nhi krni ati tu trade nhi krni chahiye pehle sikhne pe thek focus kro jb tk skills na ban jay ya kuch na kuch experience na ho trade mat kro trade k krne k liye achi jankari hona lazmi hai achi learning k bad hi trade krne ka experience ata hai hame tab tak trade nahi karni chahiye jab hamare experience me lacking ho forex me ham ne yehi suna hai aur yehi observe kia hai ke experience na ho to kamyabi milna bhi mushkil hota hai ye baat bilkul he theek hai meri nazar me forex ko experience ke na hone se aur mushkil hoti hai traders ke pas experience ho jaye to un ko acha trader banana me rukawat nahi hoti lekin jab trader bilkul experience he nahi leta us ka focus is taraf nahi ata to us ke liye mushkil ho jati hai loss bhi phir us ke muqadar me likhi jati hai ye aik advice hai jo sab log dete hai ke trade na karo experience jab na ho to experience ho jaye thura to phir start kare aur profit earn kare lekin ye zehen me rakhe ke experience na hua to loss lazmi hai aur kiu ke experience na hone se aap mistakes karo ge aur in mistakes se bahut zyada loss me ho sakte ho is me serious kam hai to is ko hame experience ke sath he krna chahiye trade experience ke sath he hoga is ke bager nhi
    jee han bikul mai apki baat se sahmat karti hn forex trading mai bina experience ke koi trader ek successful trader nai ban sakhte us ke liye apko yaha pad apna experience hasil karna padta hai jitna experience hasil kro ge utn ap yaha pad kamyab ho jao ge koi bhi trader yaha pas tab tak kamyab nai hota jab tak us mai kuch hasil keny ka jazba na ho, or forex trading mai earn krny ke liye apko yaha pad bina knowledge ke sath enter nai hona chahiye or experience se phele ap yaha pad bikul real account pad trade na kro kuo ke waha pad loss ka mtlb apni income mai kami or balance mai bhi, forex pad kam ko najar adaz nai kiya jata waha pad har choti choti chij ko dekhna padta hai kuo ke yaha pad hi ap yah to profit ho jata hai or yah fir nuksan, forex pad experience aisy to hasil karna mushkil hota lekin aghr ap sai se mehnat kro or kam ko samjh kar kro ge tu fir apko kamyabi jaroor mil jaye gi, forex pad ap market ko observe sai se tab kar sakhty jab tab ap analysis nai kro ge or yaha pad apko serious ho kar kam karna bhi apki sab se badi kamyabi hai, or forex pad wohi kamyab hota jo is business ko serious le or muhkil mai apny senior se help le isse apko mistake se bachny ka moka bhi mil jata or ap market ke bade mai sai se jankari hasil kar ke hi khud ko bade loss se bacha lete or is ke sath apko demo pad practice pad jo mistake hoti usse apko buhat kuch seekhne ko milta hai or is tarah ap or jiyda kam pad focus or serious ho kar kam krte
    Quality work is always necessary........

  4. #5069
    Member Fatima12 will become famous soon enough Fatima12 will become famous soon enough Fatima12's Avatar
    Join Date
    Jan 2021
    Location
    Your Heart Beat❤
    Posts
    565
    Thanks
    81
    Thanked 243 Times in 139 Posts
    SubscribeSubscribe
    subscribed 1
    Quote Originally Posted by simpro View Post
    Ji haan forex trading mein experience k bina koi trader successful trading nhi kr sakta agr trade nhi krni ati tu trade nhi krni chahiye pehle sikhne pe thek focus kro jb tk skills na ban jay ya kuch na kuch experience na ho trade mat kro trade k krne k liye achi jankari hona lazmi hai achi learning k bad hi trade krne ka experience ata hai hame tab tak trade nahi karni chahiye jab hamare experience me lacking ho forex me ham ne yehi suna hai aur yehi observe kia hai ke experience na ho to kamyabi milna bhi mushkil hota hai ye baat bilkul he theek hai meri nazar me forex ko experience ke na hone se aur mushkil hoti hai traders ke pas experience ho jaye to un ko acha trader banana me rukawat nahi hoti lekin jab trader bilkul experience he nahi leta us ka focus is taraf nahi ata to us ke liye mushkil ho jati hai loss bhi phir us ke muqadar me likhi jati hai ye aik advice hai jo sab log dete hai ke trade na karo experience jab na ho to experience ho jaye thura to phir start kare aur profit earn kare lekin ye zehen me rakhe ke experience na hua to loss lazmi hai aur kiu ke experience na hone se aap mistakes karo ge aur in mistakes se bahut zyada loss me ho sakte ho is me serious kam hai to is ko hame experience ke sath he krna chahiye trade experience ke sath he hoga is ke bager nhi
    Hn g bilkul me ap ki baat se agree krti hu ke forex me trader ke pass experience aur knowledge matter karta hn, I agr humare pass trading ke bare me koi information hi ni hu gai, I tu hum es me kaise acha profit bana sakte hn, I forex me hr trader ku aik best experience ke sath trading me enter hona chahie. Forex me loss trader tab hi karta hn jab es ke pass na tu trading ke about khuch pata hota hn, I aur na hi es ne trading ke bare me learning ki hoti hn, I jab tk wu es me knowledge hi ni gain kere ga, I tab tk wu kaise acha expeirence bana pae ga. Forex me apne experience ku increase krne ke liye hume hard working ki jarurat hoti hn, hume es me aik best point pr apna mind set kr ke ese gain krne ki kosis krni hn, agr hum es me aik bar unsafal hote hn, tu hume dobara try krni chahie, aur again bi es me try karte rahna chahie, ye kosis hi trading me humara experience increase krti hn. Aur demo pr bi hume practice karte rahna chahie, kyu ke practice hi trader ku aik perfect trader banati hn.
    Forex me trader hamesha market me apna bedt dekhane ki hi kosis karta hn, aur yahi kosis es me ese aik acha trader banati hn, jab trader es me learning ke bad aik acha experience market me bana le ga, aur ese samjh kr kere ga, tu es me profit ke sath sath safalta bi hasil kere ga.
    Keep "FRESH MIND" And Create "NEW THINK"
    FOREX TRADING IS MY PASSION

  5. #5068
    Junior Member simpro is an unknown quantity at this point simpro's Avatar
    Join Date
    Sep 2021
    Posts
    56
    Thanks
    0
    Thanked 29 Times in 18 Posts
    SubscribeSubscribe
    subscribed 0
    Quote Originally Posted by krish876 View Post
    Bilkul bhai kabhi yadi apke pass experience nhi hai to kosis Karen ki app real acount me trading n kare kyoki bahut bada loss kar sakten hain real me acount me trade karne ke liy apko bahut mehnat ke sath sath. Ache knowledge ke sath hi work karna chahiy nhi to wo ek tarh se gambling ho jayegi aur yad apne gambling ki to app ko loss hona tay phir koi nhi rok payega loss karne se trader ko humesha apne acount me bahut samghdari ke sath work karna chahiy yadi new hai to zroor se app kise ache trader ki help lijiy jo isme kafi time se work kar rhe hai unse app technical cheege samgh sakten hain unse app market analysis daily le sakten hain uske baad khud ki anaylsis karke koi order le sakten hain yadi app aisa karten hain to mughe lagta app bahut behtar kar sakenge nhi karten hai to chinta ka visay ho sakta hai yadi karten hai to mughe lagta hai phir apko koi problam nhi honi chahiy bade aram se sab kuch kar sakenge mai bhi forex me jabse aya hu mughe pahle bahut sara loss hua kyoki mughe kuch bhi pata nhi tha mai kahi se bhi koi trade laga deta tha baad me pata chala ye bahut hi galt hai isse bajah se loss ho rha hai phir mai apne friend se poonch ke hi karta tha tab se abb sab kuch sahi hone laga bade araam se abb mai isme kama leta hu.
    Ji haan forex trading mein experience k bina koi trader successful trading nhi kr sakta agr trade nhi krni ati tu trade nhi krni chahiye pehle sikhne pe thek focus kro jb tk skills na ban jay ya kuch na kuch experience na ho trade mat kro trade k krne k liye achi jankari hona lazmi hai achi learning k bad hi trade krne ka experience ata hai hame tab tak trade nahi karni chahiye jab hamare experience me lacking ho forex me ham ne yehi suna hai aur yehi observe kia hai ke experience na ho to kamyabi milna bhi mushkil hota hai ye baat bilkul he theek hai meri nazar me forex ko experience ke na hone se aur mushkil hoti hai traders ke pas experience ho jaye to un ko acha trader banana me rukawat nahi hoti lekin jab trader bilkul experience he nahi leta us ka focus is taraf nahi ata to us ke liye mushkil ho jati hai loss bhi phir us ke muqadar me likhi jati hai ye aik advice hai jo sab log dete hai ke trade na karo experience jab na ho to experience ho jaye thura to phir start kare aur profit earn kare lekin ye zehen me rakhe ke experience na hua to loss lazmi hai aur kiu ke experience na hone se aap mistakes karo ge aur in mistakes se bahut zyada loss me ho sakte ho is me serious kam hai to is ko hame experience ke sath he krna chahiye trade experience ke sath he hoga is ke bager nhi

    Though trading on financial markets involves high risk, it can still generate extra income in case you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.


  6. #5067
    Member krish876 is an unknown quantity at this point krish876's Avatar
    Join Date
    Apr 2021
    Posts
    309
    Thanks
    13
    Thanked 46 Times in 35 Posts
    SubscribeSubscribe
    subscribed 0
    Quote Originally Posted by pindi View Post
    ap ki bat thek hai jab tak acha experience na ho hume trading se avoid krna chahiye hamesha pehle thek se knowledge aur experience hasil kr lena chahiye jab hume achi trading skills mil jay phir hum achi trading kr sakte hai but better hai wait krna chahiye asal tarike se hume trading ki samajh honi chahiye hamesha kisi bhi kaam main ap expert us waqt hote hain jab aap us se guzar chukey hon yaani aap ko us ka experience ho or experience work or learning ke sath ata hai ap .ager newly join kar rahe hain tou Forex ko learn karen achi practice karen or apna mostly time learning and practice main spend karen kyun ke koi bhi kaam jab aap start kartey hain tou starting days main aap ko bohat hard work ke sath us ko learn karna hota hai then aap us ko seekhte hain or jab ap kaam kartey hain tou aap seekh jatey hain Forex main bhi isi tarah ap ko starting days main practice karni hoti hai apni skills par work karna hota hai or jab ap ki skills enhance ho jati hain tou aap ke liye ye kaam pehley se asaan ho jata hai or bohat sary complication kam ho jati hain so aap ke liye better hai ke ap is kaam ko seekh kar karen kyun ke seekhey bager kiya gya kaam ap ko nuqsaan deta hai so first learn karen achi tarah then is main earning hasil ki ja sakti hai.
    Bilkul bhai kabhi yadi apke pass experience nhi hai to kosis Karen ki app real acount me trading n kare kyoki bahut bada loss kar sakten hain real me acount me trade karne ke liy apko bahut mehnat ke sath sath. Ache knowledge ke sath hi work karna chahiy nhi to wo ek tarh se gambling ho jayegi aur yad apne gambling ki to app ko loss hona tay phir koi nhi rok payega loss karne se trader ko humesha apne acount me bahut samghdari ke sath work karna chahiy yadi new hai to zroor se app kise ache trader ki help lijiy jo isme kafi time se work kar rhe hai unse app technical cheege samgh sakten hain unse app market analysis daily le sakten hain uske baad khud ki anaylsis karke koi order le sakten hain yadi app aisa karten hain to mughe lagta app bahut behtar kar sakenge nhi karten hai to chinta ka visay ho sakta hai yadi karten hai to mughe lagta hai phir apko koi problam nhi honi chahiy bade aram se sab kuch kar sakenge mai bhi forex me jabse aya hu mughe pahle bahut sara loss hua kyoki mughe kuch bhi pata nhi tha mai kahi se bhi koi trade laga deta tha baad me pata chala ye bahut hi galt hai isse bajah se loss ho rha hai phir mai apne friend se poonch ke hi karta tha tab se abb sab kuch sahi hone laga bade araam se abb mai isme kama leta hu.

    Though trading on financial markets involves high risk, it can still generate extra income in case you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.


  7. #5066
    Junior Member Dirap is an unknown quantity at this point Dirap's Avatar
    Join Date
    Oct 2021
    Posts
    12
    Thanks
    0
    Thanked 2 Times in 2 Posts
    SubscribeSubscribe
    subscribed 0
    Quote Originally Posted by Tripathi15 View Post

    Bhai bina experience ke to kabhi trader ko koi bhi trade karna hi nhi chahiy yadi trade karte bhi hai to demo me trade krna chahiy wo jayda sahi jo bhi hoga demo me loss hone ke chance kam ho jayenge yadi app demo me. Practice kiy bina app real acount me trade karten hain to kabhi success nhi payenge apka loss hona tay hai phir isliy jab kare to demo me pahle khoob sari practice kar le uske baad hi kare real acount me kyoki real me bahut jayda risky bhi hota hai usme thodi bhi galti karenge to apka real money loss hoga isliy aisa kuch kabhi kare hii. Jisse koi problam ho humesha samgh ke kaam Karen wo jayda zroori hi mai humesha isme bahut soch samgh ke work karta hu kabhi bhi koi laperwhi nhi karta hu mera manna hai yadi mai koi bhi galti karunga to nuksaan poore tarh se mera hi hoga ho sakta hai ppoora ka poora acount bhi loss ho jaye to trader ko isme koi bhi galti nhi karni yadi long time tak trader karna hai forex bane rahna hai to experince leke hi koi bhi kaam kare nhi to muksile bahut badh sakti hai mai humesha isme demo practice aur anaylsis jayda se jayada work karta hu jjisse mai forex me perfect ho saku. Kyoki mughe pata hai bina experience isme koi bhi trader kuch bhi nhi kar sakta hai apko experince chahiy to isme work ache se karna hi hoga .
    bhai aise hi hain kabhi bhi bina experience ky koi bhi trader trade open nahi karni chahie kuo ky isse apko koi experience nahi balke nuksan ki wajah sy ap is business ko na-umeed ho ky chor jaty ho yadi ap is business ko sahi sy karna chahtye to sahi sy karne ky liye ap ko demo account sy trade ka start karna ho ga jis sy apko achy sy kaam ka experience hasil ho jata hain or jab apko demo account main loss ka chance kaam hota jata matlb ky ap kaam ko samjhty jaty yadi is ka matlb yah hota ky apny trading ko kafi jiyda seekh or samjh liya hain kuch trader demo sy nahi real sy trade ka start krty to is wajah sy wo reall pad hi nuksan krte jaty jissy real pad learning nahi hoti yadi unko nuksan hi ho jata is tarah wo success nahi hasil krte ulta apny nuksan hi karte rahte yadi wo demo sy start kare gaye to wp khoob sari practice kar sakhte jis pad profit loss hota rehta market main indigator ka use seekh jaty demo account pad practice risky nahi hoti real account pad trade karna karna risky is liye hota kuo ky wo profit or loss unka hota yadi profit ho to acha nahi to loss ki surat pad mostly tarde ko samjh nai paty or fir wo istarh account wash bhi karwa jaty, is bade main badhiya sy janakri is liye dy sakhta kuo ky main ny isko khud experience kiya hain ky aghar trader bina experience ky real pad kaam krta to wo nuksan ky bar bar hony pad kam sy naumeed ho jata or mentally tension main bhi rehta in sub sy bachny ky liye trader ko experience or knowledge ky sath real pad kaam ka start krna chahiye

    Though trading on financial markets involves high risk, it can still generate extra income in case you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.


  8. #5065
    Junior Member Tripathi15 is an unknown quantity at this point Tripathi15's Avatar
    Join Date
    Jun 2021
    Posts
    94
    Thanks
    3
    Thanked 20 Times in 16 Posts
    SubscribeSubscribe
    subscribed 0
    [QUOTE=manuishu;11642283]
    Quote Originally Posted by pindi View Post
    ap ki bat thek hai jab tak acha experience na ho hume trading se avoid krna chahiye hamesha pehle thek se knowledge aur experience hasil kr lena chahiye jab hume achi trading skills mil jay phir hum achi trading kr sakte hai but better hai wait krna chahiye asal tarike se hume trading ki samajh honi chahiye hamesha kisi bhi kaam main ap expert us waqt hote hain jab aap us se guzar chukey hon yaani aap ko us ka experience ho or experience work or learning ke sath ata hai ap .ager newly join kar rahe hain tou Forex ko learn karen achi practice karen or apna mostly time learning and practice main spend karen kyun ke koi bhi kaam jab aap start kartey hain tou starting days main aap ko bohat hard work ke sath us ko learn karna hota hai then aap us ko seekhte hain or jab ap kaam kartey hain tou aap seekh jatey hain Forex main bhi isi tarah ap ko starting days main practice karni hoti hai apni skills par work karna hota hai or jab ap ki skills enhance ho jati hain tou aap ke liye ye kaam pehley se asaan ho jata hai or bohat sary complication kam ho jati hain so aap ke liye better hai ke ap is kaam ko seekh kar karen kyun ke seekhey bager kiya gya kaam ap ko nuqsaan deta hai so first learn karen achi tarah then is main earning hasil ki ja sakti hai.[/QUOTE ji hai mai aapki baat par bilkul sahmat hu pehle aap isme achi knolwdge le isko achi tarh se study kare taaki aage jaa kar aapko koi pareshani na ho kyuki jab hum koi kaam start karte hai to statring me hame kaafi heard working karna padta hai us kaam ke liye hame kaafi practice karni padti hai tabhi hum us kaam me safal ho sakhte hai isi tarh forex hai jaise jaise aap forex ko achi tarh se seekhenge yaa keh de ki ache se study karenge to aapko isme kaafi profit hoga lakin agar aap iske bina kuch seekhe hi aap isme kaam karna start kar denge to aapko aage jaa kar kaafi loss b ho sakhta hai kuch log samjtre hai forex me bina kisi knolwdge yaa bina kisi exprince hi hum kaam kar salhte hai lakin mai aapko bta du aisa kuch nahi hai hame isme ache se pehle kuch seekhna hoga tabhi hum ache se isme kaam kar sakhte hai mai aapko bta du ki jo logo ne isme ache se kaam kiya hai wo aaj log kaafi secess hasil kar chuke hai forex ne kaafi logo ko aage bahdne ka moka diya hai or isme aapko knolwdge ke saath saath aapko isme paisa kamne ka b moka milta hai agar aap isme acha profit hasil karna chahte hai to aapko kuch baation ka khiyaal rakhna hoga jaise ki aapko kab or kitne tym trad karni hai kaise karni hai tabhi aap ek safl trad karne wale banenge ]
    Bhai bina experience ke to kabhi trader ko koi bhi trade karna hi nhi chahiy yadi trade karte bhi hai to demo me trade krna chahiy wo jayda sahi jo bhi hoga demo me loss hone ke chance kam ho jayenge yadi app demo me. Practice kiy bina app real acount me trade karten hain to kabhi success nhi payenge apka loss hona tay hai phir isliy jab kare to demo me pahle khoob sari practice kar le uske baad hi kare real acount me kyoki real me bahut jayda risky bhi hota hai usme thodi bhi galti karenge to apka real money loss hoga isliy aisa kuch kabhi kare hii. Jisse koi problam ho humesha samgh ke kaam Karen wo jayda zroori hi mai humesha isme bahut soch samgh ke work karta hu kabhi bhi koi laperwhi nhi karta hu mera manna hai yadi mai koi bhi galti karunga to nuksaan poore tarh se mera hi hoga ho sakta hai ppoora ka poora acount bhi loss ho jaye to trader ko isme koi bhi galti nhi karni yadi long time tak trader karna hai forex bane rahna hai to experince leke hi koi bhi kaam kare nhi to muksile bahut badh sakti hai mai humesha isme demo practice aur anaylsis jayda se jayada work karta hu jjisse mai forex me perfect ho saku. Kyoki mughe pata hai bina experience isme koi bhi trader kuch bhi nhi kar sakta hai apko experince chahiy to isme work ache se karna hi hoga .

    Though trading on financial markets involves high risk, it can still generate extra income in case you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.


  9. #5064
    Junior Member usmanjonee is an unknown quantity at this point usmanjonee's Avatar
    Join Date
    Nov 2021
    Posts
    12
    Thanks
    4
    Thanked 1 Time in 1 Post
    SubscribeSubscribe
    subscribed 0
    g han dosto forex ak bhaut hi tauf trading marhla hai . jis man sirf smajy huy aur learn kar k hi app trade krin warna app loss he karen ge agar to app forex mein kamyab hona chahty hain to app ko chaye k app app learn krin trade vad man krein mein to app ko rokon ga k app trading agar kren hai to app soch samj kay krein warna app bahut jyeda loss kr bhathy gay . ajj tak wohe forex man sirf kamyab hia hai jiss nay achi learn k sath trade kren . agar app forex ko bhaut easy samjty hain to app ki ghalte hai . warna dunia ka har insan kamyab ho jata dosto mari to sab doston ko sirf ye hi advise hai kay app ache knowlodege k sath air senior k tujrby se trade krin aur nuqsan se bachi sukria.

    Though trading on financial markets involves high risk, it can still generate extra income in case you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.


  10. #5063
    Junior Member Dirap is an unknown quantity at this point Dirap's Avatar
    Join Date
    Oct 2021
    Posts
    12
    Thanks
    0
    Thanked 2 Times in 2 Posts
    SubscribeSubscribe
    subscribed 0
    Quote Originally Posted by pindi View Post
    ap ki bat thek hai jab tak acha experience na ho hume trading se avoid krna chahiye hamesha pehle thek se knowledge aur experience hasil kr lena chahiye jab hume achi trading skills mil jay phir hum achi trading kr sakte hai but better hai wait krna chahiye asal tarike se hume trading ki samajh honi chahiye hamesha kisi bhi kaam main ap expert us waqt hote hain jab aap us se guzar chukey hon yaani aap ko us ka experience ho or experience work or learning ke sath ata hai ap .ager newly join kar rahe hain tou Forex ko learn karen achi practice karen or apna mostly time learning and practice main spend karen kyun ke koi bhi kaam jab aap start kartey hain tou starting days main aap ko bohat hard work ke sath us ko learn karna hota hai then aap us ko seekhte hain or jab ap kaam kartey hain tou aap seekh jatey hain Forex main bhi isi tarah ap ko starting days main practice karni hoti hai apni skills par work karna hota hai or jab ap ki skills enhance ho jati hain tou aap ke liye ye kaam pehley se asaan ho jata hai or bohat sary complication kam ho jati hain so aap ke liye better hai ke ap is kaam ko seekh kar karen kyun ke seekhey bager kiya gya kaam ap ko nuqsaan deta hai so first learn karen achi tarah then is main earning hasil ki ja sakti hai.
    Main apki baat se sahmat karta hun jis tarder ky pass jab tak apna experience na ho market ka trading ka wo tab tak yahan par acha profit kama nahi sakhata yahan par hamesha bhadiya kaam karny kay liye aap ko knowledge experience or learning kay sath achy sy kaam main profit earn krte rehte ho, experience kay liye ap demo account aur apny senior say help ly sakhte ho jo apki skill ko improve krta hain or sath main ap ko better way main kaam karny ka moka bi mil sakhta hain forex main learn krny se ap practice kr ke mostly time learning main spend krny ka moka milta hain or ap us practice sy apny low point sy nuksan krte usko improve krte ho, jab bi koi trader apny kaam ko start krta hain wo phele demo account pad hi practice krta hain kuo kay market kay bade main badhiya janakri starting main ek dum say nahi ho skahti jab tak ap apko mostly time learning par spend nahi kr sakhte tab tak ap acha experience hasil nai kr sakhte or bina experience kay koi bi trader aik acha trader nahi ban sakhta or wo apny knowledge or experience ko enhance kay liye senior or demo ki help ly kar skill improve kr sakhta hain apki baat bohat jiyda mahtvpuran baat hain kuo ke jaise apny kaha ke yaha pad complications ati rehti hain lekin unka samna ap apny experience ki base pad hi kr sakhte ho or yaha pad achi tarah say earning bi hasil kar lyty ho

    Though trading on financial markets involves high risk, it can still generate extra income in case you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.


+ Reply to Thread
Page 2 of 509 FirstFirst 1 2 3 4 12 52 102 502 ... LastLast

Subscribe to this Thread (20)

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts

Currently Active UsersCurrently Active Users

There are currently users online. members and guests

Forex Forum India | Forex Community Place Statistics Forex Forum India Statistics

Most users ever online was .

Welcome to our newest member,

Threads:

Posts:

Member: