G bhai ap nay bara hi acha question kiya hay. Forex trading main learning ki bohat hi zarorat hoti hay hum is businees main tab hi kamyab ho saktay hain jab hum is ko learn karay gay jab hum learn hi ni karay gay tu hum earning ni kar saktay aisay kaha ja sakta hay k learning say hi achi earning kar saktay jitni learning karay gay utni hi earning gain karay gay is businees main learning bohat important hay.