loss se bacha nahin ja sakta lekin lost se kam Kiya ja sakta hai uski ek vahan reason yah hai ki Ham logon ko information hasil karna hogi agar Ham loss nahin karna chahte yah loss ko kam karna chahte hain to uske liye hamen market ko sikhana hoga ki market mein kis tarah kam Kiya jata hai lekin ham log without information ke kam karte hain jiski vajah se hamara nuksan hota hai main to aapko yahi kahunga ki Meri tarah aap bhi acche tarike se market ko sikhane ke bad practice karne ke bad aur experience hasil karne ke bad ismein kam karo to aapko kabhi nuksan nahin hoga aur aapko munafa hi hasil hoga