Quote Originally Posted by lifechange View Post
Trading jo kr rahe hin wo koi bhi inkar nh kr sakta hi ky trading risky business nh hi jo jante hin forex ke business ko unko bhot zida pata hi ke trading kesa business hi unko pata hi ke trading min kitna zida risk hi or es main agr profit ke ache chance hin to es main loss ke bhe chance hin or dost main tu hamesha apni trading ko save tarqe sy hi krta hon kunke main bhi janta honke trading risky hai hm jitna zida risk lengy utna zida es main loss ke chace bard juty hain tu dost loss se best hai kam profit es liea main save trading kr raha hon or apne profit ko bhe save kr raha hon or risk zida nh le raha hon main or main happy hon apne es business se
trading risky business hai lekin risk ham khud lete hain jitna hamara dil kare ham risk le sakte hain risk ki koi limit nahin hai ham jitna ziada risk lete hain utne ziada profit hone ke chance hote hain lekin forex trading mein risk tab he liya jaaye jab aap ko market ki confirm position Ka pata ho with out confirm kiye kabi be high risk trading mat karen warna aap ko high level ka loss ho ga main to jab trading karta hun to pahle money management se analysis kar leta hun aur market ki position ko find kar leta hun money management se aapbko risk percentage ko calculate karna aa jata hai aur aap proper risk le kar trading karte ho jis se aap ko loss hone ke chance nahin hote kyun ke money management mein aap stop loss or take profit ka istemal be kar lete ho stop loss hamen big loss se sage karta hai aur take profit hamen acha profit karne mein help karta hai aur hamen greed se be buch jate hai es liye jab aap ne risk lena hai to aap pahle money management sikhen tab aap ko risk percentage ka pata lage ga ke high risk acha hai ya low risk