han ji apne bilkul thek kaha hai forex trading ak aisa aisa business hai jis me trader ko esme kaam karte kabhi na kabhi loss jaroor hota hai chahe wo jitna bhi experiance wala trader kyun na ho aisa possible nahi hota hai forex ke market me trader apne loss ko kam se kam kar sakte hai esme jo trader jitna jaada mahnat ke saat trading ko samajhenga wo esme utna he loss ko kam kar ke acha profit bana lenga forex trading aik aisa business hai jis me trader ke paas experiance aur knowldge hona bahut he jaada jaroori hai jo trader trading ko samjhane ke liye jitna jaada demo account me practice karenga aur time denga wo trader esme utna he acha kaam kar sakenga demo account me practice karna trader ke liye bahut jaada jaroori hai jo bhi new trader real market me kaam karne se pehle demo account me practice karenga ache se time de kar sab samajh jaenga wo forex trading me apne apko utna he loss se bacha sakenga demo account me practice karne se trader market ke move karne ke levels ko ache se jaan leta hai aur trader esme loss ko kam kar ke acha profit banane me kamyab ho jata hai demo account me agar trader analysis karna seekh leta hai to trader forex trading me bahut acha profit bana sakta hai demo account me pracitce ke saat saat bahut jaada jaroori hai ke trader apne emotions pe controll kar ke trading kare trader ko apne ap pe yakeen kar ke kaam karna chahiye hai esme trader jitna jaada self confidence ke saat kam karenga wo esme utna he badiya earning kar sakenga