Assalam o alaikum.. janaab e aali shortcut to kahiin bhi nahi chalta aj kal. jahan b jaao gy kuch na kuch to daao par lagaana paray ga or phr mehnat karni paray gi. tabi aap kuch na kuch kar skty ho. forex dekhny main bayshk shortcut lagta hai par hai nahi. iss main b kaafi mehnat ki zaroorat hai. bus farq ye hai k ye mentally mehnat hai.