forex mein short cut jo bhi way ko talaash karta hai tu wo iss business mein kabi bhi success full nahi ho skta hai kyun k forex aik big business hai iss business mein hum ko time dena parta hai tab ja kar hum iss business mein success full ho skta hain. jo bhi iss business k bara mein samjta hain k short cut wali koi baat hai tu wo iss business mein kabi bhi na aya.