bilkul sahe kaha hai ap nay humy yai cheeze bhut he clear tarah samjhny ki zrurat hai k is mai kabhi bhi hum big money earn nahe kar sakty hain jab k hum wring direction par chaly aur yahe cheeze kafi traders karty hain yaha par jis ki waja sai un ko is mai problem ka samna karna parta hai always..