forex trading mein kisi bhi tarah ki koi limit nahi hoti hai profit ko lekar aap jitna chahe utna apna profit bana sakte hain lekin profit banana aapki mehnat aapke experience aur aapki practice per depend karta hai ki aapko forex trading ke baare mein kitni jankari hai kitni information hai inn sabke upar aapka profit depend karta hai aur iss baat ke upar bhi ki aapko kitni knowledge hai forex trading ke baare mein isliye forex mein profit ki koi limit nahi hoti hai aur hame hamesha yeh soch kar nahi chalna chahiye ki hame hamesha profit hi profit hoga kyun ki forex trading ke iss business mein losses bhi hote hai agar aapko profit hoga to aapka loss hona bhi pakka hai isliye hame iss baat per bhi dhyan dena chahiye aur pehle se hi prepare rehna chahiye ki profit ke saath saath hamara loss bhi ho sakta hai hum apni mehnat aur apni practice se forex trading mein bohot saari earning kar sakte hai isliye forex trading world ka sab se best aur accha business hai aur acche profit ke liye bhi aapko market ki movement ka pata hona chahiye movement ki jaankari honi chahiye aur trading per focus hona chahiye tabhi aap zyada mistakes na karte huye apna accha profit bhi bana payenge aur zyada se zyada losses se bhi bach payenge aur aap jitna chahte utna profit bana sakte hai bus voh sab aapki mehnat per depend karta hai isliye forex trading mein kisi bhi tarah ki koi profit limit nahi hai