ji han main ap ki har bat say agree karta hn yar lofe main kbhi kbhi aisa ho jata ha ka insan ka bus main kuch bhi ni hota lakin agr ham proper markeet ko analysis kar ka kam karain to yaqeen karain ham easily earning kar saktay hain sab say phly to humin agr earning karni ha to humin learning karni ho gee agr ham na learning na ki to ham fail ho saktay hain bus ap apna acha kam karain main smjht hn agr ham kamhb hona chahaty hain yo humin bahaot mahnat karni ho gee jo log mahnat kartay hain bahaot kamaybi hasil kartay hain kam acha karain ap kamayb ho jain gay agr mahant ko stop na karain to ap har field main kamyabi hasil kar saktay hain kam acha kia karain ap ka bahaot fayda ho ga