jee han bikul apki baat se sahmat krti hn forex pad money management ko follow krna jaoori hai jaise apny mahtavpur way se hume batya mai bhi is bade mai kuch kehna chahn gi forex ek jabardast business hai yahan pad ap kamyab tak ho sakhte jab sai se kam kro gye jaise ke trader ko apny account margin ko dekhte hoye apni trade ko open krna chahiye jo log margin ko follow nai krte unko loss ho jata hain lekin aghar ap margin ke hisab se trade krte ho tu ap fir yahan pad margin ke hisab s apni trade open or close krte kuo ke trading pad money management ko follow krna sub se jiyda important sub new trader chahiye ke wo apny account ko safe rakhny ke liye money management ko follow krte hoye kam krte or fir is tarah forex ke business mai successful ho jaye, trader ko jiyda risk trade pad nai lena chahie low risk ke sath trading kre or sath mai har step ko follow kre forex pad trade open krte time apko jaroor margin level ko focus karna chahie, is ke sth apko trade krte hoye strategy or planning bhi krni hoti hai kuch trader short term trade krte or kuch long term tu fir ap yah soch kr kre ap jis term pad bhi trade kr rahy uske hisab se margin or money management ko follow jaroor krna hain, is tarah trader acha profit generate kr sakhte forex ke business pad newbies ko kabhi bhi jiyda profit ki lalch nai krni chahie or dosro ki taraf dekh kar jiyda ki lalch bhi na kre kuo ke wo apny balance ko dekhte hoye trade krte or apko apny balance ke hisab se trade krni chahie thi jis se new trader ek tu acha profit bhi earn kr sakhte or sth mai wo proper kam bhi krte hain kabhi bhi money management or margin ko ignore nai krna chahiye professional trader hamesha apny kam ko professionally krte or kamyab ho jate