je han bilkul stop loss business ka he hesa hy lekin main stop loss nahin lgata keun k stop loss ka koi faida to nahin hy jis target par aap stop loss lgaty hain agar market aap k stop loss target par chali jati hy to loss ho geya na main sirf take profit lgata hon takay koi faida to ho,so stop loss business ka hesa hy par main issay use nahin karta.