Hi dear thanks kay app nay usd chf kay liya yeh thread open kiya lakin yahan mujhay koi bhee recent post nazar nahi aa rahi hay main ajj ke report send karta hoon shay kay loog iss per tawajoo dain dear hamain yahana daily aana chiay takay aik dosray say maloomat share kar sakain pata nahi kuoon ham aik dosray say apan knowladge chupana chatya hain .


Thread: 
Thanks
Currently Active Users
Forex Forum India Statistics