Yaar aaj tak mai jab bhi koi naya trade start karta hu tho ye dekhta hu ki agar mai buy karne ja raha hu tho aisi kya baat hai jo mujhe sell karne se rok rahi hai agar price down chali gai tho kitna ja sakti hai and uthna loss mai bardast kar sakta hu ya nahi.