Forex mei trader ko jb loss hota hai us mei koi mistakes hoti hain jis ke karan usko loss face krna hota hai hamesha loss trader ko apni trading abilities ki kami ki waja se hota hai knowledge ka na hona bina kisi analysis k trading krna strategy ki kami proper trading skills ki kami main waja dekhi jati hai loss ki jab trader inko improve kare ga woh loss se tb hi bach skta hai Forex ma loss hona koi bari baat nahi ha kyunke loss or profit to buisness ka hisa hen is liye forex ko join kerne se pehle is ke bare ma achi tera knowledge hasil kerna chahye forex ko rules ko achi tera samejna chahye jo bagair soche samje forex ko join ker lete hen or samejte hen ke wo ek hi raat ma ameer ho jain ge to ye un ki bhool ha asa kabi bi nahi hota kabi bi jaldbazi se kaam nahi lena chahye boht soch samej ker kaam kerna chahye kisi bi buisness ma ameer hona itna asan nahi jitna ap samejte hen boht mehnat kerna perti ha boht si mushkilaat ka samna kerna perta ha phir ja ker kahi kamyabi naseeb hoti ha is liye kabi bi jaldbazi ma trading na keren jo trader jaldbazi se kaam lete hen wohi jald loss bi kerte hen ek acha trader kabi bi jaldi ma kaam nahi kerta boht soch samej ker trading kerta ha ap ko bi chahye kamyab trader banna chahte hen to mehnat or sabar se kaam len kyunke mehnat ke bagair kabi bi koi bi kamyab nahi ho sakta humesha mehnati trader market per nazer rekhte hen or boht soch samej ker trading kerte hen loss hone ki yahi sab wajuhta hain.