bhai iss field mein agar starting mein paisa kamane ki jaldi ho jayegi toh loss hone ke chances badh jaate hain mein toh yeh kahunga ki forex trading mein dekh sun ke kaam karein taaki aaapko iss field mein pareshani zyada na ho aur loss bhi kamm rahe aapko.