han ji ap ne bilkul thek kaha hai me apki bat se agree karta hu forex trading me bahut jaada new traders esme loss kar lete hai forx trading ke business me kamyab hone ke liye new traders ko forex ke market me kabhi bhi jald baaji nahi karni chahiye hai esme jo bhi new trader bina learn kiye aur knowledge ke esme kaam shuru karenge wo trader esme kabhi bhi acha profit nahi bana sakenge forex trading aik bahut risky busniess hai bahut se trader esko bahut easy business samajh kar esme kaam shuru kar lete hai aur esme loss kar lete hai trader ko chahye ke real market me kaam shuru karne se pehle demo account me bahut ache se practice karni chahiye hai esme trader jitna jaada time de kar market ke movement ko samajhenga wo real market me utna he acha kaam kar ke profit bana sakenga esme trader ko chahiye ke pehle bahut ache se learning kare forex trading ke bare me samajhane ke liye trader jtna jada learning karenga online material se help lenga wo trader forex trading me utna he acha kaam kar sakenga demo account me practice ke bad trader ko chahiye ke real market me kaam karne ke liye shuru me kabhi bhi big capital aur high leverage ka use nahi karna chahiye hai ye new tader ke liye bahut he jaada risky ho jaenga esme trader ko shuru me small capital aur minimum leverage ke saat kaam karna chahiye hai aisa karne se trader ke paas dheere dheere experince jaada honga aur trader market ke movement ko samajhenga es liye wo trader esme bahut ache se kaam kar ke acha profit bana lenga.