bhai shuru mein sab mistakes karte hain iska matlab yeh nahi hai ki aapko kuch aata nahi hai mein toh yeh kahunga ki forex trading mein se agar paisa kamana hai toh demo trading hamesha karte rahein isse aapko pata chalta rehta hai ki kaise iss field mein kaam karna hai aur kaise paisa ayega.