Trading online business he yahan trading ki jati he trade k natejey main yeha pe ya to profit hota hy ya phr lost lekin dono sortoon main apko ye bat samjh ajaty hy k profit kis tarha kiya ja sakta hy Los ki sab se bari wajah he hum ya to lalach k chakar main trade karte hain ya jis ki waja se humain bari miqdar main los hojata hy