beginners jo hotay hein wo yeh complain kar rahay hotay hein kay unko profit nahi hota forex main just loss he hota hai uski eak waja hai wo yeh kay wo log proper work nahi kartay wo greed bohat karaty hein uskay mind main dear hota hai wo dartay hein forex main tarding karne say is liye unko loss ka samna karna parta hai agar wo mind ko fresh kar kay work karen gein to koi problem nahi hogi.