forex ke business me experience banakar he kaam karna hota hjai,esme experience trader ke paas nahi hoga to wo esme kuch nahi kar sakta,esme trader ko apne se market me pehle skill chahiye,esme trader ke paas market me time dene aur practice karne se he experience banega,esme trader ko kisi aur par depend nahi rehna chahiye,esme trader ko sabb khud se market me samajhna chahiye woi uske liye acha hai.
Newbie mistakes karte hai kyoki unke paas forex ki jyada experience nahin hoti hai, jyadatar traders same mistakes ko baar baar karte hai, jaise thode se profit milane ke baad greedy hokar trading karna yaa phir market ko bina analysis kiye huye hi kisi bhi point par trend open karna.