forex ke business me experience banakar he kaam karna hota hjai,esme experience trader ke paas nahi hoga to wo esme kuch nahi kar sakta,esme trader ko apne se market me pehle skill chahiye,esme trader ke paas market me time dene aur practice karne se he experience banega,esme trader ko kisi aur par depend nahi rehna chahiye,esme trader ko sabb khud se market me samajhna chahiye woi uske liye acha hai.
Bhai beginners ke liye sab se pehle bat aati hai greed se bachne ki kyun ke beginers jo forex me new ate hain wo chahte hain ke rato rat wo bohat acha profit earn karna shuru ho jaye lekin forex me aisa nahi hota hai kyun ke slow and steedy work hi is me kamyab work hota hai yani ke slow trading karen aur starting me chota profit hi earn karen is se ap ka experience barhe ga.