men aap ki baat say agree hoon forex main mistake ko avoid kerna perta hai ek do baar nahin kai baar traders loss kerty hain aur phir jab earning kerty hain to wo bhi bohat kerty hain is liye humain forex main attach rehna chahiye is trah hum ek din kamyab ho jayen gy aur yehi hamari kamyabi ho ge