aksar beginners trading main mistakes ki bina par he fail ho jaty hain wo is liye ko wo apni choti choti mistakes ko nazar andaz karty rehty hain jo k bad main un k liye bary loss ki waja ban jati hain is liye beginners ko apni choti say choti mistske ko bhi nazar andaz nahi karna chahye bal k mistakes say kuch sekna chaye k yai mistake kun hoi or kis waja say hoi or pher us mistake ki bina par hony wali problam ko solve kia jaye or agar beginners esa karain gay to mery khayal say wo forex trading main fail nahi ho sakty