Traders ko mistakes se bachna bht ahm hota hai khas kr beginners mistakes krte hain unko mistakes ko improve krna chaye dekhna chaye konsi mistakes unse horhi hain jaruri hai improvement krne k liye apni mistakes ko door karen aise bahut sare mistakes avoidable hai jo ham ko aur new traders ko har baar avoid karne chahiye lekin ye itna asaani se avoid nahi hota kiu ke akhir me new traders ko us tarha ka exposure nahi hota is kam ka jese baki sab ko hota hai to na chahte huwe bhi kuch aise mistakes karte hai jo avoidable hote hai lekin kam knowledge aur kam experience ye mistakes un se karwa deta hai jis ka natija bhayanak hota hai trading ki terms me loss ho jata hai to dost trade kare aur jitna zyada trade kare ge exposure ke lehaz se utna zyada faida hoga aur mistakes ke bare me pata hoga ke kis cheez ko kis time me kis trade me kabhi nahi karna aur kia avoid karna hai to ye trade kar kar ke zyada trade ke sath experience me mila hai aur avid bhi tab he karta hai jab us ka pata ho to new traders ko kaye baar mujhe lagta hai kuch ko knowledge kam hone se zyada faults hote hai aur in faulty trading means loss is must to avoid kare jo ho sakta hai jo mistakes ho rahi hai un ko avoid zaroor kare jn tk trader mistake ko door nhi krta wo mazeed loss ki taraf jay ga isliye hamesha pehle mistakes khatam karen.