price action trading ko karna itna bhi easy naa samjhe mitra because ye aisa possible nahi hone wala hain ki isko easily aap karhi le lekin ye trading bahoot hi jayda mahaan hoti hain agar aap iske bare mein kafi achchhi tarah se jaan lete hain to bina jaane to khair kisi bhi trading ko nahi kar paoge lekin is trading mein apko kisi bhi tarah se indicators ki help nahi leni hoti hain
bas aap tools kuch use kar sakte hain jisse apko fayda bahoot jayda hone wala hain price action trading professional trading hoti hain jab tak aap isko learn nahi karte hain trading apke liye sahi karna mumkin nahi hota hain is trading mein jayda kathinai ayegi aapko ye sikhna hoga ismein jab tak perfect nahi honge trading nahi kar payenge
bas thodi jayda hard work ismein karna padta hain aap perfect ho jate hain to trading apko thoda kafi easy lagega aur market mein aap kabhi bhi trading kar sakte hain sahi trend ko khoj payenge market ko proper analysis kar payenge usse apki entry point achchi ho sakti hain aur main ye janta hu trader ko yaha par sabse jayda problem jo hoti hain wo entry point lene mein hoti hain agar entry point badiya hoti hain to usko ye samjhna hoga ki achcha profits uska wait kar raha hain lekin aap jab bhi price action trading karte hain to apko sabse jaroori cheez jo hota hain wo candlestick hoti hain jiske bare mein apko learn karna padta hain