Humy bas trading main itna karna hota hai ka patience sa kam lain aur tab trade ko open karin jab market ka trend ka sahi pata chal jaye aur tab a apni trade sa bhtar earning kar sakty hain ap ko chaye ka ap is business ka relate har chez ka knowledge phly gain karin aur analysis aur planning ka sath koi bhi trade ko place nahi karin.