Risk management wo system hai jise use me laane se hum forex trading me apne risk ko ya to kam kar sakte hai ya is se dur rah sakte hai, jaise har new trade open karne se pahle market ko technical aur fundamental analysis karni chahiye, hame new trade apne equity ka only 2-5% amount se hi open karna chahiye, taki loss hone ki stage me us risk ko hum bear kar sake.