analyse karny mai risk tou hota hi hai is field mai magar hum ya i daikhty hain k agar hum is field mai proper working kary ik cheeze par depend na rahy balky har tarah sai analyse karny ki try tou kcuh bhi kar sakty hain hum hamara risk kam ho sakta hai is k elawa future ka kese ko pata nahe hota hai k kia hona bas humy 10% risk par kam karna hota hai...