salam .................... g aap keh to sahi rahy hai business ei har kaam karny k liye risk lena parta hai aor aghar aap ko oss risk lena mei phir kamyabi mili matlab aap osss kaam ko karny mei kamyaab hogay to phir aap ko os se boht faida hota hai so ess tarha scalping bhe hai aghar aap ess ko sahi tarha se handle karna jaan gay to phir koe problem nahi hai


Thread: 
Thanks




Currently Active Users
Forex Forum India Statistics