loss to sab ko hota hai Forex trading main but upset sahi nae hai recently main ne bi bohat loss kiya hai Forex main but ap ko again is main sahi tara se Forex ko learn karne ke bad ana ho ga phr trading start karian q ke is main hamari apni galti ki waja se humain loss hota hai.