Gold ma trading karna bhot hi asan kam hai kiun na kay gold ak asa pair hai jis ma kafi pattern work karty hain or ye discipline kay sath move karta hai han magar is ma movement kafi bari hoti hai or is ma spread kafi use hota hai ap kay pas agar big capital wala account hai to hi gold pe trading ka sochye.