trader par depend karta hai ache experience trader isse sahi profit le sakta hai lekin chote capital ke sath trading karte hai to jyada bada profit nahi le sakte hai trader ke pass agar acha knowledge aur experience hai to trader bade capital ke sath hi trading karega yaha par agar trader ke pass acha capital hai aur trader ke pass experience nahi hai to trader apna loss kar sakta hai yaha par capital ke sath sath knowledge aur experience ka hona bhi jaruri hai tabhi trader yaha par earning kar sakta hai yaha par sabse jaruri hota hai ki trader yaha par sabse pehle sikhne par dhayan de kyu ki sikh kar hi trader yaha par ache se kaam karke kama sakta hai sikhne ke liye trader ko yaha par jyada se jyada time spend karna hota hai trader ko salo saal lag jate hai yaha par knowledge aur experience ko gain karne mai agar trader ye soche ki yaha par bohot jaldi sikh kar yaha par kamana chalu kar dega aisa trader galati sochta hai yaha par agar trader knowledge leta hai to uske liye yaha par time spend karna hota hai aur yaha par sab ek dum se nahi sikhte hai dheere dheere karke yaha par knowledge aur experience ko bana pate hai is liye trader ko yaha par hard work ke sath mai yaha par kaam ko karna chahiye tabhi trader ane wale waqat mai yaha par ek acha trader ban payega aur ek ache trader ko earning karne mai jyada dikkate nhi ati hai