Main to yeah kahon ga k average ka anadaza ni lagaya ja sakta kiun k market k up Down honay ka koe pata ni chalta kabhe to itni up ho jati ha k profit zayada ho jata ha kabhe kabhe es main bht he kam variation ate ha aur kabhe loss es liyay average ka andaza mushkil ha