jee haan mere khyal mai to is kam ko jo be new ata hae wo is mai join ho kr is ko krta hae magr is mai us ko kaam sekhna be chahiya or forex ik aesa business hae jis ko bina sekhy nhe kiya ja sakta forex ka business ko krny sy pehly demo mai kam lazmi krna chahiya us mai experience hona zaruri hae.