Yes you are right, ye aik boht hi risky business hai jisme bina Experience k or Knowledge k kamyabi namumkin hai. Q k foerx koi raton rat rich karne wala business nai hai jinko raton rat faida hota hi wo ya to Greed ki wja se hota hai or akahar kaar account wish ho jata hai,ya unke Experience ki waja se double profit hota hai or continue b rakh sakty hain.
ME ne b note kia hai forex sirf Learning se nai ata hai bal k Practice se hi asal forex trading ki smjh ati ha. Is liye forex ko Learn karne k sath sath Practice ziada se ziada krni chaye is se hamara experience barhta hai or hm ahesta ahest kamyab trader ban sakty hain.
" Do Hard work in Forex, Then you can became a successful trader soon"


Thread: 
Thanks


Currently Active Users
Forex Forum India Statistics