Forex business ak risky business hai aur experience ka bagire iss business ko karna is risk ko aur bhi barha deta hai iss liye humy chaye ka hum iss business main soch samjh kar work karin. aur phly demo trading main thora dair work kar lain ta ka iss business ko smajh sakin aur kuch experience bhi hasil kar sakin jiss sa iss business main kamyabhi asan ho ajye gi.