Experience achi learning k bad aata hai aur experience trading mein bahut hai zyada zaroori hai agar aap ka experience nahi hoga trading mein then aap ne fail ho jana hai proper trading result usi ko mita hai jo acha experience milta hai forex risky business hai yahan aap ko loss hota hai aur aap ko loss ko accept karna parta hai magar jo bhi trader experience rakhta hoga wo loss ko apne experience se cover kare ga aur profit ki taraf move kar jayenge aksar new traders ko dekha jata hai woh experience rakhte nahi gain nahi karte aur luck pe depend karte hain k profit aur loss by luck hai jab k reality ye nahi hai forex mein luck ki koi role nahi kyon ki ye koi game nahi hai jahan aap ne attempt karni ya koshish karna aur luck samajh lena hai aisa kuch bhi forex mein nahi chalta hai aap ko trading mein mukhtalif chezen sikhni samjh ni hoti hai tabi aap ne kamyab hona hota hai agar start mein traders demo pe trading karte hain practice strong karte hain then strong experience he gain hoga aur future main forex mei loss nahi karen ge koshish karen trading ka experience start mein hai aur trading karte hi hasil kar lo take aap fail nahi honge aur loss ka samna nahi karna parta account isliye he wash hota hai jab trader k paas experience nahi hota mai har trader se kahunga backbone ki tarah hai experience bhi forex mei.