yes main app ki bat say agree hon, k Forex main app work kar k apni life ko change kar sakta hain, sub say phla app ko ya kam lazme karna ho ga app nay phla Forex ko learn karna ho ga , sath main app ko Forex main trading ka knowledge bhi hona zarori hain , phr ja kar app Forex main ek acha work kar k appni life ko change kar sakta hian, app ya soch raha hain k main 1 he week main apni life change kar lo ga tu ya galt bat hian es k leay app ko time chahya ho ga app ko wait karna ho ga acha time ka