g haan app ko iss ma smart bnana pharta hai or ager app forex ma puri trah education la ker ayy tuo app k liye best hai phir app buhoot sari galtiyian sa buch jaiye ga..
Har banda he forex trading main apney aap main smart forex trader bana phirta hai but uski smartness ka pata kab chalta hai tab jab wo real account main apni skills ki waja say trading karta hai is liye apko chahiye ap smart banney ki acting na karen balkay real smartness ka amli muzahira karen is say apko faida hoga.