Forex trading market mein apne technical analysis ko complete aur effective banana chahte hain, to ismein apko market mein available different time frames ki complete information hasil kar leni chahie inke technical analysis ko complete karne ke liye market mein available different time frames apke liye bahut jyada helping platform provide kar rahe hote hain main aj ap to time frame ki kuch basic information provide karna chahti hun, jab ap market mein ek specific timing duration main market ki movement ko find out karna chahte hain, to isko ap market mein time frame ke naam se jan sakte hain market mein different time frames available hote hain, jo apko ek specific time duration main market ki movement se related exact information provide kar rahe hote hain.
Jab hum market mein timeframes ki information ko study karte hain, to fir ismein apko different types ke timeframes available hote hain, jo apko market mein following specific time duration ki basis per exact information share kar rahe hote hain.
M1 : Movement of 1 Minute
M5 : Movement of 5 Minutes
M15 : Movement of 15 Minutes
M30 : Movement of 30 Minutes
H1 : Movement of 1 Hour
H4 : Movement of 4 Hours
D1 : Movement of 1 Day
W : Movement of 1 Week
MN : Movement of 1 Month
agar hum market mein technical analysis ko perfect banana chahte hain to ismein apko definitely timeframes ki perfect information hasil karni chahie, fir ap market mein kabhi bhi apne technical analysis ko complete nahin kar sakte hain, apko hamesha market mein technical analysis ko complete karne ke liye time frames ki almost complete information learn karni chahie, aur isko apni decision making mein include karna chahie.