bhai ji maximum profit ke chakkar me yahan padne ka matlab hota hai market me lalach na karna,trader ko yahan lalach nahi karna chahiye,trader agar yahan dheere dheere soch samajh kar ess business me kaam karta hai to uske baad he earn aana usko shuru hota hai..