Yes bro ma ap i bat sa pori tarha sehmat hn kiun k aj kal is Forex world ma kafi log hisa le rahe ha aur isi waja sa mujhe lagta ha k har koi trader k bajae broker bana chata ha lekin woh jald hi scam ho jata ha aur kafi traders ko nuksan ka samana krna parta ha.