han ji apne bilkul theek kaha hai forex ka business bahut he great business hai aur trader forex me mehnat ke saat trading kar ke esme profit bana sakta hai forex ak aisa business hai jis me hum short time me badiya earning kar sakate hai forex trading me badiya earning karne ke liye trader ke paas bahut acha experiance hona bahut jaada jaroori hai forex me agar trader ke paas badiya experience nahi hai to wo trader es market me profit nahi bana sakte hai es liye trader ko forex trading me experiance banane ke liye aur achi earing ke liye jada se jada time dena bahut jaroori hota hai jis se trader forex me experience bana lenga forex me new trader ko kamyab trader banne ke liye esme new trader ke paas knowledge aur experience dono he market me banana bahut jaroori hai forex me new trader trading seekhne ke liye learning karenga aur sab kuch badiya se learn karenga to uske bad he new trader es me badiya earning kar sakenga forex me new trader ko learning aur practice karne me focus karna chahiye hai kaafi trader forex trading ko bahut easy samajhte hai aur bina learning ke he trading start kar dete hai aise trader forex me kabhi bhi long time ke liye profit earn nahi kar paate hai es liye forex trading me trader ko learning me bahut jaada dhyaan dena honga aur trading ke rules ko ache se follow karna honga forex me new trader ko bahut acha learn karne ke bad demo account me practice karni chahiye us ke bad he trader forex me acha experience bana sakta hai demo account me practice kar ke trader ko sab indicators ko ache se use karna chahiye jis se trader different time frames use kar ke entry aur exit market me dono ko kaise lena hai bahut ache se seekh lenga to uske baad he trader real account me theek se trade ko open kar sakenga aur badiya earning karenga.