forex trading ek bahot mushkil kaam ha aur mai abhi naya trader hun toh islie abhi bahot si cheeze hai jo mujhe seekhni hai jabb tak mai un baaton ko seekh kar accha profit nahi kamane lagta tabb tak mai trading ko apna career option nahi bana sakta....