g haan maine khud decide kiya tha forex pe trading karny ka. maine onlingcopy trading bhi ki hui hai aur abhi bhi kabhi kabhi karta hu, lekin us main mujhy disadvantage yeh hai k mere invested capital aur other trader k capital faraq ki waja se mujhy kuch khaas suit nahin ki thi is liye maine kam kar diya haicopy trading karna.