jee han bikul mai apki baat se sahmat krti hun trading ke bade mai study krna jaroori ka matlb yah hota ke ap candle ke bade mai jankari rakh ly usse trading ki learing asanai se ho jati hain, trading ko achy se kar payega ga tab jab wo ache se learn krega or learning ke ke liye jiyda se jiyda time forex ko dy, demo account pad market ke bade mai analysis kre or market pad jiyda practice krny se ap ek badhiya or expert trader ban sakhte hai, market pad trading krny ke liye sub se phele knowledge hona chahiye or is ke sath ap ko yah pta bhi hona chahaie ke kaise trend ko find krna hota or kaise support or resistance ki jankari apko fayda mand mai help dy sakhti, har trader ko tarding mai successful hony ke liye in step ko follow krna jaroori hota us se ek tu expert trader ban sakhte or sath mai earning ka ek acha source ho jata hai,
trading mai risk management bhi buhat jiyda jaroori hai hume yaha pad sub se phele yah seekhna hai ke hum kaise is business mai risk lena padta tu ap ko sub se phele trading mai risk management kaise krna hai wo sikhna chahiye is se ap yah dekhe ke newbies market pad is liye jiyda loss krte wo apny balance pad jiyda risk lene lg jate hai or is liye newbies ko chahiye wo phele 6 month demo account pad spend kre or sikhe ke kaise kam kiya jata hai kuo ke bina seekhe mostly log apna account blow kr jate, or hume ek ache trading ke liye ek plan or strategy banai padti or is ko strictly follow bhi karna hota, trading mai apko seriously kam krna hota apki mehnat or lagan apko kamyab trader bana sakhti is ke liye apko apny real account pad practice nai krni chahiye uske liye demo account ko choice kre or badhiya se experience gain kre