Dear aap ki bath sahi hay iss may aik waja hoti hay kay ham ko jab jab profit nazar aata hay to phir ham intizaar nahi kartay hane asal may ham ko lag raha hota hay kay shayad milay ya na milay iss waja say ham mazeed intizaar nahi kartay hane or entry ko close kar laytay hane jab kay jab loss ho raha hota hay to intizar kartay hane kay shayaade hamara loss profit may change ho jay.