I think trading thora time leti hai aap ko jald bazi nahi kerni chahye trading main nahi to kahi aisa na ho k aap ko zyada nuksaan uthana pare profit ki bijay is liye kam az kam main to 1 hour ko most common time frame kehna chahu ga forex trading k liye itna time mere khyaal main enough hai..