bina rasi ke phaad per chadh ja sakta hai to bina trading plan ke Forex mein trading kaise kar sakte hain Forex ek well established system hai yah koi gambling Nahin hai Jo without plane Kiya ja sakta hai ismein strategy tricks use Hote Hain gambling mein Kabhi riks analyse nahin kiya ja Sakta Forex mein hamen rics analyse karke he trading karni padati hai aap ko kitni investment Karni se lekar kaun Sa trading style kis time karni hai kaun si currency pairs mein karni hai sab pahle Sahi decide karna padta hai tabhi aapki trading successful hone ke chance bane rahte hain